Sunday, June 18, 2017

खुश नसीब होते हैं बादल...Heart Touching Shayari, Love Shayari, Miss You Shayari, Rain-Barish Shayari, Sad Shayari...

खुश नसीब होते हैं बादल,
जो दूर रहकर भी ज़मीन पर बरसते हैं,
और एक बदनसीब हम हैं,
जो एक ही दुनिया में रहकर भी.. मिलने को तरसते हैं.

Khush nasib hote hain badal,
Jo dur rehkar bhi zameen par baraste hain,
Aur ek badnasib hum hain,
Jo ek hi duniya mei rehkar bhi.. Milne ko taraste hain.

No comments:

Post a Comment